Showing posts with label sad. Show all posts
Showing posts with label sad. Show all posts

Wednesday, 26 March 2014

Baat Mohabt Ki

Wo Karte Hain Baat Mohabt Ki,
Par Mohabt K Dard Ka Unhein Ehsaas Nhi,
Mohabt Wo Chaand Hai Jo
Dikhta Hai Sb Ko,
Pr Usey Pana Sb K Bus Ki Baat Nhi....!


Mujhe Ab Bhi Yaad Aati Hain,
Teri Chahat Bhari Baatein !
.
.
Meri Zindagi Sanwar Jati,
Agar Tujhme Wafaadari Hoti...!


Rone Ki Saza Na Rulane Ki
Saza Hai, Ye Dard Mohabat Ko
Nibhane Ki Saza Hai, Haste
Hai To Aankhon Se Nikal
Aate Hai Aansu, Ye Us Shaks
Se Dil Lagane Ki Saza Hai...!


Beautifully said
Alexender the great:
"sir What's the difference between "like" n "love"?
Socrate's answer was a masterpiece:
"When u like a flower, u just pluck it.
But when u love a flower,
u water it daily..! One who
understand this understands life...!

Thursday, 2 January 2014

Sad sarari or dard sarari





Door jakar bhi ham door jaa na sakenge,
Kitna royenge ham bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki ham aapko bhula na sakenge…


Gheele kaghaz ki tarah hai zindagi apni,
Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi,
Is kadar akele hain dil ki rahon mei,
Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi…


Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein
Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein..
ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai..
iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…


Asuon ke chalne ki awaz nehi hoti
Dil ke tootne ki ahaat nehin hoti
Agar hota khuda ko har dard ka ehsas
to use dard dene ki adat nehin hoti……


Raaste Mein Pattharo Ki Kami Nahi Hai
Mann Mein Toote Sapno Ki Kami Nahi Hai
Chaahat Hai Unko Apna Banana Ki Magar
Unke Paas Apno Ki Kami Nahi Hai..


Friday, 27 December 2013

New hindi shayari



Khushi Ke Aasu Rukne Na Dena
Gum Ke Aasu Bahne Na Dena
Yeh Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi
Magar Ye Pyari Si Relationsip Kabhi Tutne Na Dena…



Rab se aap ki khushi maangte hain,
duaon mein aapki hasi maangte hain,
sochte hai aapse kya maange,
chalo aap se umar bhar ki mohabbat maangte hain…



Aapki Aankhen Uchi Hui To Dua Ban Gai
Neechi Hui To Haya Ban Gai
Jo Jhuk Kar Uthi To Khata Ban Gai
Aur Uth Kar Jhuki To Ada Ban Gai…


Manjil Insaal Ke Hausle Ajmati Hai..
Sapnon Ke Parde Ankhon Se Hatati Hai
Kisi Bhi Baat Se Himmat Na Harna…
Dhokar he Insaan Ko Chalna Sikhati Hai..!!

 

© 2013 Entertainment. All rights resevered. Designed by Templateism

Back To Top